[www.Okesite.com] Killer Lyrics
            rafta rafta badhta hai dil mein sharara
            qatra qatra badhta hai dhadkan ka tara
            ba khuda - 2 tujhpe qurbaan jaan
            tujhpe qurbaan meri jaan
            hibbaki - 4 dilnashi jaanashin
            hibbaki - 4 dilnashi jaanashin
            hibbaki - 2
            rafta rafta badhta hai dil mein sharara
            qatra qatra badhta hai dhadkan ka tara
            ba khuda - 2 tujhpe qurbaan jaan
            tujhpe qurbaan meri jaan
            hibbaki - 8 dilnashi jaanashin
            hibbaki - 2
        
            bekhabar zindagi kitni madhosh hai
            hai asar pyar ka josh hi josh hai
            bekhabar zindagi kitni madhosh hai
            hai asar pyar ka josh hi josh hai
            saari duniya haseen hamko lagne lagi
            mast hai zindagi ab kaha hosh hai
            ba khuda - 2 tujhpe qurbaan jaan
            tujhpe qurbaan meri jaan
            hibbaki - 4 dilnashi jaanashin
            hibbaki - 4 dilnashi jaanashin
            hibbaki - 2
        
            rubru aayenge jab bhi dildaar ke
            raaz khul jaayenge mere sarkaar ke
            rubru aayenge jab bhi dildaar ke
            raaz khul jaayenge mere sarkaar ke
            jab panaahon dil ki woh aa jaayenge
            phir kaha raaste koi inkaar ke
            ba khuda - 2 tujhpe qurbaan jaan
            tujhpe qurbaan meri jaan
            hibbaki - 4 dilnashi jaanashin
            hibbaki - 4 dilnashi jaanashin
            hibbaki - 2
        
See also:
JustSomeLyrics
52
52.90
סנרגיה תראי זה אני Lyrics
Billy Bragg The Space Race Is Over Lyrics