Lucky Ali Teri Yaad Lyrics

Teri yaad jab aati hai
Meri aankh bhar jaati hai
Hum to b____hde u mil mil ke
Khwab tooten hain is dil ke

Yehi gum mujhe sataayega
Phir tu laut ke na aayega
Phir bhi tere aane ka intezar karta hoon
Pyar sirf tumse , pyar sirf tumse yaar karta hoon

Maine vaada to nibhaya tha
Socha kabhi naa sataya tha
Phir bhi jaane anjaane mein kahin
Tera dil to naa dukhaya tha

Kaisa dastoor hai jaana
Sab kuch jaan ke hai sab sehna
Yaar tujhpe main ye jaan nisaar karta hoon
Pyar sirf tumse, pyar sirf tumse yaar karta hoon

Sunle sadaa...... (3)
Sunle..... sunle .......sunle sadaa....... Sunle....

Teri sehmi sehmi baton mein
Khoya chand mulaqaton mein
Aaye nazar vo saare makaam
Tera pata yaad rehna naam

Ye dil tujhe na bhulaayega
Kya tu phir se laut aayega
Main to khud ko bakaraar baar baar karta hoon
Pyar sirf tumse , pyar sirf tumse yaar karta hoon

Pyar sirf tumse , pyar sirf tumse....

See also:

53
53.42
First Love Right here waiting/Richard Marx Lyrics
chabeela Lyrics