Shiraz Uppal @ Papuyaar.com Yaad Aaya @ Papuyaar.com Lyrics

ishq safar main
jisi nazar main
yaad aaye ek tu
pyar jo tera
dil main jagay
ban jaey ansoo
tera sawan ki ghata
bhigi bhigi si purwa
tera peroon kay saey main
thandi rahain
yaad aaya mera des mujhay
tu yaad aaya
chahat ka har nata teray baad aeya
yaad aeay wohi mosam teray
yaad aey wohi teri dhoob aur chayan

yar geet main teri preet kay har dam gaoon
aur jeet main aur behtari jaan laraoon
hai yeh dil ki arzoo
lot aoon main teri galion main
ghar hai phool khath
yeh kho na jaoon in rang ralion main
teri god main hai jina
teri god main hai marna
teri bahoon ki hi mangoon panahain
yaad aaya mera des mujhay
tu yaad aaya
chahat ka har nata teray baad aeya
yaad aeay wohi mosam teray
yaad aey wohi teri dhoob aur chayan

hai rachi howi meri sansoon main teri khoshbo
dekhta hoon main tujh ko yar khaboon main har soo
dekho asman par esa chand aur tara hai kahan
rab nay jo dia hamain des to esa pyara hai kahan
teray sham aur sawayray teray reshmi andheray
tujh pay saray hi jahan ki hai nigahain
yaad aaya mera des mujhay
tu yaad aaya
chahat ka har nata teray baad aeya
yaad aaya mera des mujhay
tu yaad aaya
chahat ka har nata teray baad aeya
yaad aeay wohi mosam teray
yaad aey wohi teri dhoob aur chayan

See also:

53
53.50
LMF 闔家拎 Lyrics
Juncker C´est La Vie Lyrics