Om Shanti Om Om Shanti Om - Dard-E-Disco(1) Lyrics

o haseena, o neelampari, kar gayi kaisi jaadugari
neend in aankhon se cheen li hai, dil mein bechainiya hai bhari) - 2
main bechara hoon awaraa bolo samjahon main yeh abb kis kis ko
dil mein mere hai dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco - 4

(ohh fasale gul thi, gulposhiyon ka mausam tha
hum per kabhi sargoshiyon ka mausam tha) - 2
kaisa junoon, khwaabon ki anjuman mein tha
kya mein kahoon, kya mere baakpan mein tha
ranish ka chala tha...fhobwara, phoota jo khwaab ka... goobbara
abb phirta hoon mein, london, paris, new york, la sans fansico
dil mein mere hai, dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco - 2
dard-e-disco come on now lets go - 5

(lamha lamha armaano ki farmaaish thi
lamha lamha jurrrat ki aajmaaish thi) - 2
abr-e-karam ghir ghir ke mujhpe barsa tha
abr-e-karam barsa to tab mein tarasa tha
phir kyun na hua mazar mera, woh mera sanam dilbar mera
dil tod gaya mujhse chhod gaya, woh peechale mahine ke chhabis ko
dil mein mere hai, dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco - 2
o haseena, o neelampari, kar gayi kaise jaadugari
neend in aankhon se cheen li hai, dil mein bechainiya hai bhari
main bechara hoon awaraa bolo samjahon mein yeh abb kis kis ko
dil mein mere hai, dard-e-disco, dard-e-disco, dard-e-disco - 4

See also:

54
54.68
Crystalic Dead Cold Emotion Lyrics
Sarah Jessica Parker Happily Ever After Lyrics