Pyar Kiya To Darna Kya Teri Jawaani Badi Mast Mast Hai Lyrics

sun o deewani

teri jawani badi mast mast hai
teri jawani badi mast mast hai

yeh bheega mausam, kaali ghatayen
sooni padi hain ulfat ki raahen
pyar ka yehi waqt waqt hai

teri jawani badi mast mast hai
teri jawani badi mast mast hai

jis din se dekhi hai teri jawani
pagal hui main hui deewani
ho yeh bheegi bheegi fiza keh rahi hai
bahon mein aaja ke rut hai suhani

thoda sa pyar dede
dil ka qaraar dede
ankhen hain pyasi pyasi
apna deedar dede

kitni rangeen hai tu
kitni haseen hai tu

duniya se bachke rehna
badi namkeen hai tu
sabki nazar badi sakht sakht hai

teri jawani badi mast mast hai
teri jawani badi mast mast hai

yun rutha rutha tu kab tak rahega
zulfon ke saaye se kab tak bachega

ho dhundega mujhko tu hoke deewana
jis pal mohabbat ka jadoo chalega

shayar ka khwab hai tu
jaam-e-sharaab hai tu
tera jawab kahan
khud lajawab hai tu

chaal mastani teri
duniya deewani teri
har koi chahta hai
ab meherbani teri

jisko bhi dekho wohi matlab parast hai

teri jawani badi mast mast hai
teri jawani badi mast mast hai
teri jawani badi mast mast hai

See also:

55
55.9
07. When I Live My Dream David Bowie - David Bowie (1967) Lyrics
09. Silly Boy Blue David Bowie - David Bowie (1967) Lyrics