aankhen bandh karke Lyrics

aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya
woh tumhi ho eh sanam, woh tumhi ho eh sanam
aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya - 2

jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya - 2
woh tumhi eh sanam, woh tumhi ho eh sanam
aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya - 2
woh tumhi ho eh sanam, woh tumhi ho eh sanam
(tumhi jaan-e-jaana, mere pyaar ka sapna
dil ne mere maana, dilbar tumhein apna) - 2
mere yaar pe, mere yaar pe hai mujhko bada hi naaz
meri chaahton se tum - 2, na karna kabhi aitraaz
aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya - 2
woh tumhi ho eh sanam, woh tumhi ho eh sanam

(zindagi hai tujhse, mera ishq kehta hai
tu meri saason mein, har waqt rehta hai) - 2
mera khwaab tu, mera khwaab tu, hai tuhi meri parwaaz
meri chaahton se tum - 2, na karna kabhi aitraaz
aankhein bandh karke, jo ik chehra, naza aaya - 2
woh tumhi ho eh sanam, woh tumhi ho eh sanam
jisse pyaar karte hi dil ko mere qaraar aaya - 2
woh tumhi hoeh sanam, woh tumhi ho eh sanam

See also:

58
58.83
WHERE DID I GO WRONG UB40 Lyrics
Backstreet Boys Get Down.mp3 Lyrics