tala tum tala tum Lyrics

ho ho ho ho bas aaj hulchul ho jaaye, jab laher laher se takraaye
dariya mein jo toofaan aaye, talaatum woh kehlaaye
talaatum, talaatum, talaatum, talaatum, talaatum
talaatum mein ham tum hai ham tum kahin gum talaatum

is talaatum mein ham dil ki kashti sanam aaj utaarenge, hai kasam

ishq jab hadd se badhhne lage, dard saason mein chadhhne lage
shabnami ho agan, thhandi thhandi jalan
j___ jalne lage, toot jaaye badan
is talaatum mein ham dil ki kashti sanam aaj utaarenge, hai kasam
talaatum, talaatum, talaatum, talaatum, talaatum
talaatum mein ham tum hai ham tum kahin gum talaatum
sacha dil mein agar pyaar ho, kashti toofaanon se paar ho
maujein aati rahe, maujein jaati rahe
hoke woh be-asar, chaut khaati rahe
is talaatum mein ham dil ki kashti sanam aaj utaarenge, hai kasam
talaatum, talaatum, talaatum, talaatum, talaatum
talaatum mein ham tum hai ham tum kahin gum talaatum, ho ho ho ho
hai ajab si laher ki chalan, bachke rehna zara jaaneman
ishq ka ye safar, hai bada bekhabar
lag raha jaane kyun, doob jaane ka darr
is talaatum mein tum dil ki kashti sanam aao utaaroge, hai kasam
talaatum, talaatum, talaatum, talaatum, talaatum
talaatum mein ham tum hai ham tum kahin gum talaatum
is talaatum mein ham dil ki kashti sanam aaj utaarenge, hai kasam
talaatum, talaatum, talaatum - 2
bas aaj hulchul ho jaaye, talaatum talaatum, jab laher laher se takraaye
talaatum talaatum, dariya mein jo toofaan aay, talaatum talaatum
talaatum woh kehlaaye, talaatum talaatum

See also:

58
58.84
Nhat HOT - www.langnghe.net VienKeoMoi Lyrics
Animal Collective Prospect Hummer Lyrics