Alag @ Papuyaar.coim Sabse Alag Lyrics

eke dil lamha tanhaai ka
tham gaya sama yeh judaai ka
leke dil lamha tanhaai ka
tham gaya sama yeh judaai ka

khaamosh kyon aawaaz hain
jaane chhupa kya raaz hain
huaan hain dil akela
andheron se nikal ke
aaya hain yeh ujaala deewaron se nikal ke
dekhi nahi aisi kahi duniya nayi sabse judaa sabse alag
sabse alag sabse alag aa sabse alag

aasmaan bata use kya huaan
ho aye khuda gunaah jaane kya huaan
aasmaan bata use kya huaan
ho aye khuda gunaah jaane kya huaan
badla sa kyon hain har raasta tu hi bata
dekha jo yahaan usne aaina badalke
paya sada hain usne yeh dil ko machalke
aaisa yahaan koi nahi haa
chehra mila woh hain judaa woh hain alag
sabse alag sabse alag aa sabse alag

aaisa dil dara dara tha yahaan
jaane kyon dara dara tha bataa
mujhko toh saathi aaisa mila
sehma sa tha woh iss bheed mein jo
tanha tanha tanha tanha
chala hain jabse woh zamane se sambhalke
mili hain use manzil haa kaanton pe chalke
hoga nahi aaisa koi ab dusra woh hain judaa woh hain alag
sabse alag sabse alag aa sabse alag

See also:

60
60.118
Andres Calamaro Andrés Calamaro - No Tan Buenos Aires Lyrics
למה לבכות Lyrics