Prashant Tamang - Dhanyavad Zindagi Pehle Kabhi Lyrics

zindagi pehle kabhi itni haseen kaha
rastein hai sab wohi badla hain baas jahan
raat toh gujar gahi hain aagaye subha
kis ko khabar thi yeh hamein le ayegi yaha

dil meh tamannao ko liye
chaahato ke khatir hum toh jiye
tanna aakele chalte rahein
diye zindagi ke jalte rahein

hoooo aise achanak sab mil gaya
tufan ko sahil jaise mil gaya

zindagi pehle kabhi itni haseen kaha
rastein hai sab wohi badla hain baas jahan
raat toh gujar gahi hain aagaye subha
kis ko khabar thi yeh hamein le ayegi yaha

hamne suna tha aab yeh jane
khusiyan toh dunde baas bahane
kitne hain jane kitne anjaane
kuch kho gaye sapne kuch hain pane

hooo hum na kisi ko bhula payenge
chahee yeh duniya bhi mil jaye

zindagi pehle kabhi itni haseen kaha
rastein hai sab wohi badla hain baas jahan
raat toh gujar gahi hain aagaye subha
kis ko khabar thi yeh hamein le ayegi yaha

kuch duriyaan kuch fasalee jiwan meh hain yaha
kohi dur rehkar bhi paas hain samja kohi kahan
har rang meh har roop mein dekha hain yeh jahan
aarmaan hain baas sabko milein sab kuch milein yahan

kitne hi din aur kitni raatein
yaad rahegi kuch bateein
yaadon ko dil mein hum sajayein
yeh zindagi yuhi chaltein jahein

hooo muskil hain sab kuch samaj pana
mane ya namane humne mana

kuch duriyaan kuch fasalee jiwan meh hain yaha
kohi dur rehkar bhi paas hain samja kohi kahan
har rang meh har roop mein dekha hain yeh jahan
aarmaan hain baas sabko milein sab kuch milein yahan

zindagi pehle kabhi itni haseen kaha
rastein hai sab wohi badla hain baas jahan
raat toh gujar gahi hain aagaye subha
kis ko khabar thi yeh hamein le ayegi yahaaaaa....

See also:

62
62.104
Petra Taste And See Lyrics
sertap erener Vur Yüregim Lyrics