Duplicate Mere Mehboob Mere Sanam Lyrics

MERE MEHBOOB MERE SANAM

kab mai.n ne yeh socha tha
kab mai.n ne yeh jaana tha
kab mai.n ne yeh socha tha
kab mai.n ne yeh jaana tha
tum itne badal jaa'o'ge
tum itne mujhe chaahoge
tum itna pyaar karoge
tum yuu.n iqraar karoge
mere mahabuub mere sanam shukriya
meharbaani karam... ,
kab mai.n ne yeh socha tha
kab mai.n ne yeh jaana tha
tum itne badal jaa'o'ge
tum itne mujhe chaahoge
tum itna pyaar karoge
tum yuu.n iqraar karoge
mere mahabuub mere sanam shukriya
meharbaani karam
aa.nkho.n me.n jo narmii hai pahale to nahii.n thii
saa.nso.n me.n jo garmii hai pahale to nahii.n thii
pahale to na yuu.n chhaa'ii thii zulfo.n kii ghaTaa'e.n...
pahale to na yuu.n mahakii thii aa.nchal kii havaa'e.n
pahale to nahii.n aatii thii tumko ye adaa'e.n
aaj kitne hasiin hai.n sitam shukriya
meharbaanii karam
mere mahbuub mere sanam shukriya
meharbaanii karam
tum par mere pyaar ka jaaduu pahale to nahii.n tha
dil jaisa hai beqaabuu pahale to nahii.n tha
pahale to nahii.n hotii thii yuu.n pyaar kii baate.n...
hairaan huu.n mai.n sunke sarkaar kii baate.n
iqraar kii baate.n ho ya inkaar kii baate.n
baat chheRii to hai kam se kam shukriya
meharbaanii karam
mere mahbuub mere sanam shukriya
meharbaanii karam
kab mai.n ne yeh socha tha
kab mai.n ne yeh jaana tha
tum itne badal jaa'o'ge
tum itne mujhe chaahoge
tum itna pyaar karoge
tum yuu.n iqraar karoge
mere mahabuub mere sanam shukriya
meharbaani karam...

See also:

7
7.36
Dr. Bombay SoS Lyrics
Gogol Bordello Undestructable Lyrics