Saajan Tumse Milne Ki Tamanna Hai Lyrics

Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek wada hain jaanam - 2

Jo kabhi hum mile
Toh zamana dekhega apna pyar
O mere yaar - 2
Tumse milne ki tamanna Hai
Pyar ka irada hai
Aur ek wada hain jaanam
Jo kabhi hum mile
Toh zamana dekhega apna pyar
O mere yaar - 2
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek wada hain jaanam

Main shayar nahi deewana nahi
Main aashiq nahi parwana nahi - 2
Mili jabse nazar tabse jaan-e-jigar - 2
Main ho gaya deewana - 2
Ab jaane kya hoga jaan-e-jana
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek wada hain jaanam - 2

Kya pata phir kaha kab mulaakat ho
Woh haseena se phir dil ki baat ho - 2
Uske jaisi haseen maine dekhi nahi - 2
Rokega kya zamana maine dil mein hai thana
Mujhko use hai abhi apna banana
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek wada hain jaanam - 2
Jo kabhi hum mile
Toh zamana dekhega apna pyar
O mere yaar - 2
Tumse milne ki tamanna hai
Pyar ka irada hai
Aur ek wada hain jaanam

See also:

65
65.5
COLO-COLO "na a ma po choro" PIBE CANTINA Lyrics
Mario winans My Best Friend Lyrics