Jeena Kya Tere Bina - Songs.PK Lyrics

(jeena kya tere bina, marna bhi hoga gunha
abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main) - 2
dhundu nishaan - 4 main tera

(kyun, kyun shaam se pathara gayi aankhein meri
yuun mujhse juda kyun hai pata manjil teri) - 2
raatein raatein hai khafa, subah kab degi shifaah
abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main

(dil, dil ka makaan viraan hai, sunsaan hain
inn deewaarogar se roshani anjaan hain) - 2
haan aisa pehli dafa dil ko yeh lage laga
abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main
jeena kya tere bina, marna bhi hoga gunha
abb toh ai jaan-e-wafa, tanaha huva main
dhundu nishaan - 4 main tera

See also:

72
72.56
Agnès Bihl Dieu d'artifice Lyrics
Charlie Wilson Up Jump Tha Boogie Lyrics