04 kitni der tak Lyrics

kitni der tak tum baahar rukogi
kitni der tak mein rukuun yahaan
kitni der tak tum sochati rahogi
yeh mein bhi dekhunga
kitni der tak tum, mujhe na kahogi
apane sheher aane ko
kitni der tak, dhundana hai bahaana tumhe
kisi bhi tarah chhune ka..
(kitni der tak - 2
aaj shaam ya savere tak) - 2
odo? baad main door jaana
rowaanga mein baithe door kise kone vich
mud ke ni geet yeh main gaana???
odo? baad main tur? jaana
odo? baad tu tur? jaana

kitne der tum baatien karogi
filmo ki aur falsafon ki
kitni der aarjoo aad mein chhupegi
coffee ki aur kehkaho ki
kitni der tak uss dil mein rahega
mere naam par ek sawaal
kitni der tak yeh chhndana girega
saath mein chalegi taal
(kitni der tak - 2
aaj shaam ya savere tak) - 2
odo? baad main tur javaa
rowaanga mein baithe door kise kone vich
mud ke ni geet main gaana
odo? baad main tur jaana
odo? baad tu tur jaana

(kitni der tak - 2
aaj shaam ya savere tak) - 4
odo? baad main door jaana
rowaanga mein baithe door kise kone vich
mud ke ni geet main gaana???
odo? baad main tur jaana
odo? baad tu tur jaana
(kitni der tak - 2
aaj shaam ya savere tak) - 4

See also:

73
73.22
Demônios da Garoa Abrigo de Vagabundo Lyrics
MC몽 Lost in music Lyrics