Kumar Sanu, Kavita Krishnamurthy Dil Kya Kare Lyrics

--MALE--
Jo acchha lagta hai, jo pyaara lagta hai - 2
Jab rehne lage voh pare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare - 2

--FEMALE--
Jo acchha lagta hai, jo pyaara lagta hai - 2
Jab rehne lage voh pare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare - 2

--MALE--
Zindagi meri bin tere kya hai, dil mera jaanta hai - 2
Laakh samjhaaoon apne mann ko, deewaana kab maanta hai
Reh rehke yeh aahein bhare
Dil kya kare, yeh dil kya kare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare

--FEMALE--
Jo acchha lagta hai, jo pyaara lagta hai - 2
Jab rehne lage voh pare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare - 2
Har ghadi tu khayaalon mein mere, bas tujhe sochti hoon - 2
Jis taraf bhi nazar ghoomti hai, main tujhe dekhti hoon
Tere peechhe agar na phire
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare - 2

--MALE--
Jo acchha lagta hai, jo pyaara lagta hai - 2
Jab rehne lage voh pare
Yeh dil kya kare, yeh dil kya kare - 3

See also:

74
74.78
Common Go [Produced by Kanye] Lyrics
Enrique Iglesias - www.langnghe.net Hero Lyrics