Kabhi Alvida Na Kehna Kabhi Alvida Na Kehna Lyrics

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse
Tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse
Tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Jitni thi khushiyaa
Sab kho chuki hai
Bas ek gham hai ke jaata nahi
Samjha ke dekha behla ke dekha
Dil hai ki chain isko aata nahi
Aansoo hai ke hai angaare
Aag hai ab aankhon se behna
Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Rut aa rahi hai Rut jaa rahi hai
Dard ka mausam badla nahi
Rang yeh gham ka itna hai gehra
Sadiyon bhi hoga halka nahi
Halka nahi
Kaun jaane kya hona hai
Hum ko hai ab kya kya sehna

Kabhi alvida na kehna
Kabhi alvida na kehna

Tum ko bhi hai khabar
Mujhko bhi hai pata
Ho raha hai judaa
Dono ka raasta
Dur jaake bhi mujhse
Tum meri yaadon main rehna
Kabhi alvida na kehna
kabhi alvida na kehna

See also:

8
8.88
Extremoduro 05 J D La Central Nuclear Lyrics
The Hours Back When You Were Good Lyrics