Johnny Gaddar Johnny Gaddar Lyrics

(chhoti si jindagi gehari si jeb hai
baaki toh jaan-e-mann baaton ke seb hai) - 2

baatein hai sab saali baatein hain
kehate hai phir bhool jaatein hain
hey johny zindagi juwaan hai khel yaar
hey johny gadaar aaj nakad kal phir udhaar
hey johny matlab hi hai asali yaar, hey johny

aayegi nahi phir yeh jindagi
mar marake kyun jina yaar, jamake khaana pina yaar
mar marake kyun jina yaar, bharake pyaala pina yaar
maangega toh mera hai, chinega toh ?? hai ki nahi
baatein hai sab saali baatein hain
kehate hai phir bhool jaatein hain
hey johny sab kuchh hai yahaan sale mein
hey johny gadaar sab chalata hai khel mein
hey johny chadh ja tu bhi rail mein

bharake chusle, jeb main bharle
baaton mein na aana tu, apani karata jaana tu
baaton mein na aana tu, apana gaana gaana tu
jaadu hai tere mein - 2 ki nahi
bhala kar toh tera bhala ho, aisa kaun jo saala chala ho
hey johny thoda sa tu bhi khel yaar
hey gadaar jo aaye tu pel yaar
hey johny aaj nakad kal phir udhaar, hey johny

See also:

78
78.109
08 ฟลาย พายุในใจ Lyrics
แมว จิระศักดิ์ ปานพุ่ม 05 คำเดียว Lyrics