Lucky Sun Zara O Soniye Lyrics

Sun Zara Soniye Sun Zara - 4
Aaj Khamoshiyon se aa rahi hai sada
Dhadkanein hai deewani
Dil bhi kutch Keh raha hai - 2
Sun zara Soniye Sun Sun Sun Zaraaaa

Beetey lamhon ke saaye toh bas yahi tham gaye hai
yaad mujhe aaye teri baatein
palkon ki surkh chadar pe ask bhi jam gaye hai
teri ankhon se na hatti aankhein
bebasi ka hai aalam kya karoo main bata
dhadkanein hai deewani dil bhi kutch keh raha hai

Sun Zara Soniye Sun Zaraaa - 2
Aaj Khamoshiyon se aa rahi hai sada
Dhadkanein hai deewani
Dil bhi kutch Keh raha hai
Sun Zara Soniye Sun Zara - 2

choom ke apne hoton se tere gam ko chura loo
laake tujhe de doo khushiyan sari
apni har beqarari ko seene main hi chupa lu
meri chahtein jaye tujhpe wari
sehme sehme labon mein ghul gayi hai dua
dhadkanein hai deewani dil bhi kutch keh raha hai

Sun Zara Soniye Sun Zara - 2
Aaj Khamoshiyon se aa rahi hai sada
Dhadkanein hai deewani
Dil bhi kutch Keh raha hai
Sun Zara Soniye Sun Zara - 4

See also:

81
81.52
Vienna Symphony Orchestra All You Need Is Love Lyrics
Juntos Anahí y Kuno Becker Lyrics