Jal Humain Itna Pyaar Lyrics

humein itna pyar na karo ke hum marr jaaye
humein itna tanha na karo ke jee na paaye
ho ho ho~
ho ho ho~
ho ho ho~

koi dil ka qaraar jaane na
koi mann ki yeh baat bataye na
koi aankhon hi aankhon mein ked de yeh baat
chal chale uss paar jahaan koi na ho
sab khushiyaan ho paas sitam na ho
aur sitaaron se karte rahein ham baat
kya yahi hai khata pyar maine kiya
ab yun sataaon o mere piya
tu hi mera dildar tu dil ka qaraar
nahi iss baat se mujhe koi inkaar
kabhi kabhi tum yaad aate ho
to dil bhar aaye
yeh kaisa hai khumaar
jo tum na ho aur badhta jaaye

dekha hai har mausam teri aankhon mein
beeta hai har lamha teri saanson mein
yeh hai saansein to teri amaanat hai
kuchh ajab hai yeh haal mere seene mein
haan ?? hai aur taal mere jeevan mein
bass isi jeevan se hai mujhe thoda pyar
teri aahat hai sarsarahat hai
kuchh aur sahi yeh chahat hain
nainon se nainon ko takke dil
tumhein aankhein churane ki aadat hain

humain itna pyar na karo ke hum marr jaaye
humain itna tanha na karo ke jee na paaye
humain itna pyar na karo ke hum marr jaaye
humain itna tanha na karo ke jee na paaye

See also:

81
81.55
แอน ธิติมา จดหมายจากพระจันทร์ Lyrics
Lil Kim Chillin Tonight (Dirty) Lyrics