Sonu Nigam Aa Pyaar Kare Bindas Lyrics

Aaja Re Aaja Re Aaja Re Aaja Re
Aaja Re Aaja Re Aaja Re Aaja Re

Aa Pyaar Kare Bindas Aa Pyaar Kare Bindas

Oh Pardesi Tune Dil Mein Jage Bana Li
Tu Hai Yaara Total Total Time Pass

Ghar Aaon Pichwaade Se To Buddha Ghar Mein Khase
Chori Chori Gali Mein Aaon Kutta Peeche Bhaage

Kaise Main Aata Paas Kaise Main Aata Paas
Bin Tere Kya Haal Hai Mera Tujhe Nahin Ehsaas
Tu Hai Yaara Total Total Time Pass

Aa Pyaar Kare Bindas Aa Pyaar Kare Bindas
Oh Pardesi Tune Dil Mein Jage Bana Li
Tu Hai Yaara Total Total Time Pass

Aaja Re Aaja Re Aaja Re Aaja Re
Aaja Re Aaja Re Aaja Re Aaja Re

Bina Ticket Ke Film Gaya Tha Teri Yaad Bhulane
Pad Gaye Gusse Pad Gaye Laafe Le Gaye Mujhko Thane

Par Daroga Tha Jhakas Par Daroga Tha Jhakas
Usne Mujhko Chohd Diya Aur Kaha Aish Kar Beta Love Hai
Total Total Time Pass

Aa Pyaar Kare Bindas Aa Pyaar Kare Bindas
Aa Pyaar Kare Bindas Aa Pyaar Kare Bindas

Oh Pardesi Tune Dil Mein Jage Bana Li
Tu Hai Yaara Total Total Time Pass

Aaja Re Aaja Re Aaja Re Aaja Re
Aaja Re Aaja Re Aaja Re Aaja Re

Tu Milne Ko Aayi Meri Aankhen Mein Bhar Gaya Pani
Bhais Tabele Mein Royi Thi Sun Ke Meri Kahani

Main Tha Bada Udaas Main Tha Bada Udaas
Oh Meri Dil Jaani Ab To Bujha De Dil Ki Pyaas
Tu Hai Yaara Total Total Time Pass

Aa Pyaar Kare Bindas Aa Pyaar Kare Bindas
Aa Pyaar Kare Bindas Aa Pyaar Kare Bindas
Oh Pardesi Tune Dil Mein Jage Bana Li
Tu Hai Yaara Total Total Time Pass

Aaja Re Aaja Re Aaja Re Aaja Re
Aaja Re Aaja Re Aaja Re Aaja Re

See also:

81
81.73
Marta Quintero Abrazada a tí Lyrics
01-VA Jump Meets Tekstyles 1 Mixed By MickStyle Lyrics