PARAKHANA MAT (AAEENA) Lyrics

Parakhna mat!! parakhne main koi apna nahi rehta
kisi b aaine mein der tak chehra nahi rehta
-
barhe logoon se milne mein hamesha faasala rakhna
jahan darya sumandar se mila! darya nahi rehta
-
tumhara shehar tu bilkul naay andaaz wala hai
hamare shehar mein b ab koi ham sa nahi rehta
-
mujhabbat ek khushboo hai hamesha saath chalti hai
koi insaan tanhai mein b tanha nahi rehta
-
koi baad haray mausam ka phir elaan kerta hai
khizaan ke baagh mein jab ek b patta nahi rehta

See also:

81
81.112
Miguel Mateos El Agujero Del Universo Lyrics
Super Girl And Romantic Boys Podaj Mi Lyrics