Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Aankhein Khuli Lyrics

Udit: Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Kaise kahoon main o yaara,
Ye pyar kaise hota hai.
Boy 1: Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Boy 2: Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Boy 3: Kaise kahoon main o yaara,
Ye pyar kaise hota hai.
Udit: Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Kaise kahoon main o yaara,
Ye pyar kaise hota hai.
Boy 1 & 3: Aaj hi yaaron kisi pe marke dekhenge hum,
Girl 1 & 2: Pyar hota hai ye kaise kar ke dekhenge hum.
Boy 2: Kisi ki yaadon mein khoye hue,
Khaabon ko hum ne saja liya.
Girl 2: Kisi ki baahon mein soye hue.
Apna usse bana liya.
Udit: Aye yaar pyar mein koi,
Aye yaar pyar mein koi Na jaagta na sota hai.
Kaise kahoon main o yaara ye pyar kaise hota hai.

Mukhda
Boy 1: Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Boy 3: Kaise kahoon main o yaara,
Ye pyar kaise hota hai.
Girl 1 & 2: Kya hai jaadu hai koi, bas jo chal jaata hai.
Boy 1 & 2: Tod ke pehre hazaaron, dil nikal jaata hai.
Girl 3: Door kahin aasmanon par hote hain ye saare faisale
Boy 3: Kaun jaane koi humsafar kab kaise kahan mile
Udit: Jo naam dil pe ho likha
Jo naam dil pe ho likha, ikrar ussi se hota hai.
Kaise kahoon main o yaara, ye pyar kaise hota hai.

Mukhda
Boy 1: Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Boy 2: Aankhein khuli ho ya ho band,
Deedar unka hota hai.
Boy 3: Kaise kahoon main o yaara, Ye pyar kaise hota hai.

See also:

82
82.108
The Beatles Money (That what I want) Lyrics
MIRWANA 05 Inni Akhafullah Lyrics