Rahul Vaidya Mausam Lyrics

- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -
Mausam ke dekho ishare, kitne haseen hai nazare
Mausam ke dekho ishare, kitne haseen hai nazare
Phulo pe shabnam ke moti rab ne zameen pe utare
Sochu tumhe, chahu tumhe, dekhu tumhe to duniya hasee lagti hai.

Subha to ayegi, layegi kirno ko,
Subha to ayegi, layegi kirno ko,
Rango ki mehfil mein kholo toh naino ko
Dekho yeh hawaen kaisi chanchal, chupke se khiche tera achal
Mausam ne kuchto sunliya hai, kuch to kehti hai teri payal
Sochu tumhe, chahu tumhe, dekhu tumhe to duniya hasee lagti hai.

Jeene ki khwaish hai, jeena to mumkin hai
Jeene ki khwaish hai, jeena to mumkin hai
Phir kaisi mushkil hai, phir kaisi uljhan hai
Dar ke jeene mein kya maza hai, hoga to wohi jo likhha hai
Bharlo bahome sari khushiya, har pal yeh humse keh raha hai
Sochu tumhe, chahu tumhe, dekhu tumhe to duniya hasee lagti hai.
- - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - - -

See also:

83
83.43
Tom Jones Tom Jones - Four Walls Lyrics
Zenon Laskowik Ja pierniczę takie życie Lyrics