Kay Kay & Shreya Ghosal Kab Tujhe Lyrics

Kab tujhe zindagi se jod liya
Ajnabi humko kuchh pata na chala
Kab tujhe khud pe humne odh liya
Ajanabi humko kuchh pata na chala
Tere liye hai mere j___-o-jaan
Tere liye hai mere shaam-subah
Kab tujhe zindagi se jod liya
Ajnabi humko kuch pata na chala
Kab tujhe khud pe humne odh liya
Ajanabi humko kuch pata na chala

(Teri chaahat ne meri zindagi sajaayi hai
Dil ke viraane mein chhupke se bahaar aayi hai) - 2
Kab hasin zindagi ne mod liya
Ajnabi humko kuchh pata na chala
Kab tujhe zindagi se jod liya
Ajnabi humko kuchh pata na chala

(Jisaki khwaaish thi hume tune abb woh shab di hai
Jitni tanhaayi thi jeene mein sab woh bhar di hai) - 2
Kab hume humse tune tod liya
Ajnabi humko kuchh pata na chala
Kab tujhe zindagi se jod liya
Ajnabi humko kuchh pata na chala

(Abb to har lamha tere saath hum bitaayenge
Khud bhi sawarenge, tere ghar ko sajaayenge) - 2
Kab yahi dil hi dil mein soch liya
Ajnabi humko kuchh pata na chala
Kab tujhe zindagi se jod liya
Ajnabi humko kuchh pata na chala
Tere liye hai mere j___-o-jaan
Tere liye hai mere shaam-subah

Presented by: Mohamed Shifau
mohamedshifau@hotmail.com

See also:

83
83.114
Adriana Calcanhotto Lição de Baião Lyrics
llanera como no voy a decir que me gustas Lyrics