Jal Kya Se Kya Lyrics

By Aslam

kya se kya bana diya insaan se haiwan
farishta tha main shaitan bana diya

thi ek khwaahish meri bhi toh
gham saare lelo khushi ab mujhe do
teri kabhi maine na maani
inn minnaton ki kadar na jaani
maan ke chalne wale bahut the
phir kyun hissa bana diya
usko bhi kaayanat kyun yeh jahaan bana diya

yeh baar socha ke kar jaaunga
socha nahi tha ke marr jaaunga
aakhari saans tak ladta raha main
jaane yeh kya karta raha main
ab jab kuchh bhi nahi raha hain
mujhko kyun iska gham huaan hain
izzar yeh shohrat yeh paisa mera
sab kuch iss duniya mein toh raha hain

kya se kya bana diya ehsaas hai na
farishta tha main shaitan bana diya

See also:

84
84.15
Beyonce beyonce - Emotions Lyrics
เพราะรัก Lyrics