Maduri Dixit, Ajay Devgan, Preity Zinta Jo Pyaar Karta Hai Lyrics

Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai

Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai

Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai

Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai
Paagal ban jaata hai

Jo pyaar karta hai

(Jo pyaar karta hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai

Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai

Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai

Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai
Paagal ban jaata hai

Jo pyaar karta hai

(Jo pyaar karta hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Pyaar mein jeena, pyaar mein marna
Aaj hi kar lo jo hai karna
Der bahut ho jaayegi varna
Aaj ka din jo guzar gaya to kal ban jaata hai - 2
Jo pyaar karta hai

(Jo pyaar karta hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Yaadein umange, armaan sapne
Sab ke yahan ghar apne apne
Yeh sach hai yeh maana sab ne
Shahed yeh dil ka ujde to jungle ban jaata hai - 2
Jo pyaar karta hai

(Jo pyaar karta hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Mmm, mm mm

Dil deta hai, jaan leta hai
Amrit mein vish bhaar deta hai
Jeena mushkil kar leta hai
Pyaar kabhi har ek mushkil ka hal ban jaata hai - 2
Jo pyaar karta hai

(Jo pyaar karta hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)

Paagal ban jaata hai

(Paagal ban jaata hai)
Kisi ki aankhon ka kaajal ban jaata hai

Kisi ki zulfon ka baadal ban jaata hai

Kisi ke peedon ka ghaayal ban jaata hai

(Jo pyaar karta hai, paagal ban jaata hai
Paagal ban jaata hai) - 3

See also:

84
84.124
Bröderna Dobermann Jä faar alldri mer te Nôrg Lyrics
Die Schroeders Saufen Lyrics