Adnan Sami Saanson Mein Lyrics

( saanson mein meri saanson mein nasha hai pyaar ka
ka ka
aankhon mein meri aankhon mein nasha hai pyaar ka
ka ) -2
khoya-khoya khwaabon mein
khoya-khoya raaton mein
aaja meri baanhon mein aa jaa

saanson mein meri saanson mein nasha hai pyaar ka
aankhon mein meri aankhon mein nasha hai pyaar ka
khoya-khoya khwabon mein
khoya-khoya raaton mein
aaja meri baanhon mein a ja

mujhape marti ho mujhko hai ye pata
pata pata
chori-chori leti ho tum naam mera
mera mera
chhodo na tum kehna mera maan lo
itni zidd achchhi nahi tum jaan lo
pyasa-pyasa mera tan
mere tan mein hai agan
is agan ko aa ke tu bujha
saanson mein meri saanson mein nasha hai pyaar ka
ka ka
aankhon mein meri aankhon mein nasha hai pyaar ka
ka
khoya-khoya khwabon mein
khoya-khoya raaton mein
aaja meri baanhon mein aa ja
saanson mein meri saanson mein mein mein
saanson mein meri saanson mein
o o

poochhati ho sabse tum yahaan-wahaan
wahaan wahaan
pooch lo tum mujh se jaan-e-jahaan
jahaan jahaan
sheeshe mein tu dekh le chehara tera
tera tera
tere chehare pe likha hai naam mera
chhod bhi do na na na
hai mohabbat bolo na
is raaz ko ab kholo na
( saanson mein meri saanson mein nasha hai pyaar ka
ka ka
aankhon mein meri aankhon mein nasha hai pyaar ka
ka ) -2
khoya-khoya khwaabon mein
khoya-khoya raaton mein
aaja meri baanhon mein a ja
saanson mein meri saanson mein nasha hai pyaar ka
ka ka
aankhon mein meri aankhon mein nasha hai pyaar ka
ka
khoya-khoya khwabon mein
khoya-khoya raaton mein
aaja meri baanhon mein a ja
saanson mein meri saanson mein

See also:

86
86.25
De Pioniers Celblok nr 10 Lyrics
Mary Prankster Swan Dive Lyrics