Jaaneman Aayegi Aayegi Lyrics

aayegi aayegi aayegi

aayegi aayegi aayegi
kisi ko hamaari yaad aayegi --2
mera mann kehata hai
pyaase jeevan pe
chayegi chayegi
kabhi koi badali chhaayegi

aayegi aayegi aayegi
kisi ko hamaari yaad aayegi

- duniya mein kaun hamaara hai
duniya mein kaun hamaara hai
umeed ka ek sahara hai
kashti bhi hai tutti-tuuti
aur kitani door kinaara hai
duniya mein kaun hamaara hai
umeed ka ek sahara hai
kashti bhi hai tutti-tuuti
aur kitani door kinaara hai
maajhi na sahi koi mauj kabhi
saath hamein bhi le jaayegi
aayegi aayegi ...

-in gam ki galiyon mein
kab tak ye dard hamein tadapaayega
in raston pe chalate-chalate
hamadard koi ruk jaayega
in gam ki galiyon mein
kab tak ye dard hamein tadapaayega
in raston pe chalate-chalate
hamadard koi ruk jaayega
faariyaad meri is duniya
ki deewaron se takarayegi

aayegi aayegi aayegi
aayegi aayegi aayegi
kisi ko hamaari yaad aayegi

See also:

86
86.46
Đăng Minh Cô gái đến từ hôm qua Lyrics
DEEN Sunshine on summer time Lyrics