Aasman Ko Chhukar - hanuman returns Lyrics

[aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki kari sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari] - 2

chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari]- 2
kya karoon aur kya nahin, baat kisi se kahi nahin
mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin

paagalpan yeh kaisa hai, ??.... kaam yeh jaisa taisa hai
soch ki najakat hai, thodi si sharaarat hain
tedha yeh saamaan kyun hai, aafat mein jaan kyun hai
mach raha bawaal kyun hai, ulta yeh dimaag kyun hain
[aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki kari sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari] - 2

yeh yeh yeh aankh micholi, chor daaku bhooth kohli
b__ b__ bajarang bali, mahabali mahabaliiiiiiiiii

khalbali hi khalbali dekho hai ho chali
dharti saagar taare ?? ?? hi pyaar
[aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki kari sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari] - 2

kya karoon aur kya nahin baat kisi se kahin nahin
mauj masti ki aadat meri bachpan se gayi nahin

[aasmaan ko chhukar dekha, taaron ki kari sawaari
chaand par bhi naache hum, ki tufaano se yaari] - 2

See also:

86
86.113
Zion y Lennox La Tentacion Lyrics
Saxon Intro/See The Light Shining Lyrics