Alka Yagnik, Kumar Sanu, Udit Narayan O Soniyee Dil Jaaniye Lyrics

O soniye o dil jaaniye isay khel na samjho sanamji maine tumhein pyaar kiya
Isay khel na samjho sanamji maine tumhein pyaar kiya
Tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanamji maine tumhein pyaar kiya
O priya

Maine jis din se thaama tera daaman suhaana
Chooda saara zamaana mere saajna
Maine chaaha bahut tujhe itna na chahoon
Par dil hi na maana mere saajna

Main bhi jaanejaana tha kaisa anjaana
Tujhe na pehchaana tera deewana
Dil mera hay sunaaye chala jaaye
Tera hi afsaana tera deewana
Tu aaja tu aaja kahin aur na ja
Ki jeena hai tere saath piya

O soniye o dil jaaniye tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanamji maine tumhein pyaar kiya
Isay khel na samjho sanamji maine tumhein pyaar kiya

Tu hai aisi pyaari ki teri intezaari
Lage hai mujhe bhaari meri mehbooba
Ab to hai jaana tumhi se dostaana
Tumhi se meri yaari meri mehbooba
Tu hi mera apn atu hi mera sapna
Tujhe maine kitna yaad kiya

O soniye o dil jaaniye isay khel na samjho sanamji maine tumhein pyaar kiya
O priya
O priya
Tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanamji maine tumhein pyaar kiya

Maine jis din se thaama tera daaman suhaana
Chooda saara zamaana mere saajna
Maine chaaha bahut tujhe itna na chahoon
Par dil hi na maana mere saajna

O soniye o dil jaaniye isay khel na samjho sanamji maine tumhein pyaar kiya
Tum jaisi bhi ho jo bhi ho sanamji maine tumhein pyaar kiya

See also:

87
87.107
Forgiven Cristo, Te amo Lyrics
Gothika Tu cualidad Lyrics