Lucky Ali O Sanam Lucky Ali O Sanam Lyrics

Shaam savere teri yaadein aati hain
Aa ke dil ko mere yoon tadpati hain
O sanam, mohabbat ki kasam...

Mil ke b____adna to dastoor ho gaya
Yaadon mein teri majboor ho gaya
O Sanam, teri yaadon ki kasam...

Samjhe zamana ki dil hai khilona
Jaana hai ab kya hai dil ka lagaana
Nazron se ab na hum ko giraana
Mar bhi gaye ..to bhool na jaana...

Aankhon mein basi ho, par door ho kahin
Dil ke kareeb ho ye mujhko hai yakeen
O Sanam, tere pyaar ki kasam...

See also:

89
89.17
Los Rodriguez Un Dia Menos Lyrics
01-Memoria Lyrics