Lucky Ali Mohabbat Ki Kasam(Lucky Ali) Lyrics

Shaam sawere teri yaadein aati hain
Aake dil ko mere yu tadpati hain
O Sanam mohabbat ki kasam,

Milke b____ad na to dastoor ho gaya
Yadoon mein teri main jo door hogaya
O Sanam teri yadoon ki kasam

Samjhe zamaana ke dil he khilona
Jaana hai ab kya hai dil ka lagana
Nazroon se na yu humko girana
Mar bhi gaye toh bhul na jaana.

Ankhon mein bassee ho
Par door ho kaheen
Dil ke kareeb ho
Yeh mujhko hai yakeen
O Sanam tere pyar ki kasam.

See also:

89
89.74
Bandabardò Il principiante Lyrics
Kenza Je reprends mes ailes ( Il ma trahi 2 ) Lyrics