Jism Jadun hai nasha hai Lyrics

jadu hai nasha hai madhoshiyan hai
tujhko bhulake ab jaaun kahaan
shama tujhkp khinchti hai aaja
parwane meri baahon mein aa
jadu hai nasha hai madhoshiyan hai
tujhko bhulake ab jaaun kahaan

kuchh bhi na samjhe yeh kuchh bhi na maane
dil kar raha hai kitne bahane
tum ko dekhe tumko chahe
iss tarah se kabhi
ham ne kisi ko chaha kahaan
jadu hai nasha hai madhoshiyan hai
tujhko bhulake ab jaaun kahaan

lo thaam lo yeh lamhon ke dhaage
ham chal pade hai sapnon se aage
rasta yeh hai kathin par iss safar mein kabhi
na hongi koi ab duriyaan
jadu hai nasha hai madhoshiyan
tujhko bhulake ab jaaun kahaan
shama tujhko khinchti hai apni aur
parwane meri baahon mein aa

See also:

89
89.105
De Räuber Wat es loss? Lyrics
Zuzana Smatanová Vzdialenosť Lyrics