Jal Kya Se Kya Bana Diya Lyrics

Kya se Kya
Kya se kya bana diya
insaan se haiwan
farishta tha mein
shaitaan bana diya..

thi ik khwahish meri bhi to
ghum sare le lo khushi ab mujhey do
teri kabhi maine na mani
in nematon ki kadar na jani
mana ke chalne wale bohot the
phir kyun insaan bana diya
pursukun thi yeh kaenaat
kyun yeh jahan bana diya

har baar socha ki ker jaoonga
socha nahin tha ki mar jaonga
aakhir saans tak ladta raha mein
jane yeh kya kerta raha mein
ab jab kuch bhi nahin raha hai
mujhko kyun iska ghum hua hai
izzat yeh shohrat yeh paisa mera
sab kuch is duniya mein to raha hai

kya se kya bana diya
insaan se haiwan
farishta tha mein
shaitaan bana diya

See also:

91
91.25
Catalin When we're together Lyrics
Angela Aki Kiss Me Good Bye English Version Lyrics