Jaane Do Na Lyrics
            (jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na
            chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na) - 2
            na na zid na karo, na na na aise zid na karo
            tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na
            jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na
            chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na
        
            aise kyun hai, kyun hai aise jaldi ruko zara - 2
            thehro thehro abhi, karo thoda yakin
            aisi betaabiyan achchhi hoti nahi
            roko zara jazbaat ko, samjha karo haalat ko
            aayegi aayegi milne ki bhi ghadi
            jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na
            chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na
            na na zid na karo, na na na aise zid na karo
            tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na
            jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na
            chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na
        
            ho na ho na inte bhi to ho na besabar - 2
            is haal mein darata hai dil, ek sharm si ismein shaamil
            chhedo na yuun ehsaaas ko, do na hawa is pyaas ko
            aaayegi aayegi milne ki bhi ghadi
            jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na
            chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na
            na na zid na karo, na na na aise zid na karo
            tumhein meri kasam hai, suno jaane bhi do na
            jaane do na, jaane jaane do na, mujhe to jaane do na
            chhodo baahein meri, mujhe to jaane do na
        
See also:
JustSomeLyrics
91
91.82
Blink 182 What's My Age Again (karaoke) Lyrics
Guns N' Roses - www.israbox.com madagascar Lyrics