Prashant, Pinky & Preeti Piya Piya O'Piya Lyrics

--MALE--
Jab jab choodi khanke re
Jab jab paayal chhanke re
Jab jab saawan barse re
Oye, bole bole, bole bole,
Bole bole bole, hai jiya!

--FEMALE--
Piya piya o piya piya, piya piya o piya - 2
Subha shaam kare mera jiya, jiya jiya jiya jiya
Piya piya o piya piya, piya piya o piya - 2
Na jaane kyoon dil dhadke
Ghadi ghadi yeh kyoon tadpe
O bedardi, tune isko dard yeh kaisa diya!
Piya piya o piya piya, piya piya o piya - 2
Neend ud jaati hai, haan, chain bhi khota hai
Tanha tanhaai mein, haan, jaane kya hota hai
Rang khil jaata hai, aankh jhuk jaati hai
Aaina dekhoon to sharm si aati hai
Betaabi deke mujhko kyoon hosh yeh mera liya!
Piya piya o piya piya, piya piya o piya - 2
Jab kisi ladke se, haan, ladki koi milti hai
Mere dil mein chaahat ki, haan, chandni khilti hai
Jab kisi ke ghar mein dholki bajti hai
Jab kisi ki doli phoolon se sajti hai
Meri bhi deewani dhadkan karne lage iya iya!
Piya piya o piya piya, piya piya o piya - 2
Subha shaam kare mera jiya, jiya jiya jiya jiya
Piya piya o piya piya, piya piya o piya - 2
Na jaane kyoon dil dhadke
Ghadi ghadi yeh kyoon tadpe
O bedardi, tune isko dard yeh kaisa diya!
Piya piya o piya piya, piya piya o piya - 4

See also:

93
93.56
Vera Ivkovic Suska se, suska Lyrics
Los Hermanos Gaitan Castro El Olvido Lyrics