Pankaj Udhas Phir Haath Mein Sharaab Hai Lyrics

Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main - 2
Ye cheez lajwaab hai, Ye cheez lajwaab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main

Gin kar piyoon main jaam to hota nahin nasha - 2
Mera alag hisaab, hai Mera alag hisaab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main

Saqi yakeen na aaye to, gardan jhuka ke dekh - 2
Sheeshe mein maahtaab hai, Sheeshe mein maahtaab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main

Haathon mein ek jaam hai, honthon pe ek ghazal - 2
Baaki khayal-o-khwab hai, Baaki khayal-o-khwab hai, sach bolta hoon main
Phir haath mein sharaab hai, sach bolta hoon main - 2

See also:

94
94.75
I'm From Barcelona We are from Barcelona Lyrics
Bad Balance Питер - Я ТВОЙ Lyrics