DesiMp3Music.com AND LYRICSMASTI.COM Namakool Lyrics

(kyun kisika kehna maane hum deewaane hain

jamke yaaron jindagi ke din bitaane hain) - 2

jile, gaale, mere sang tu dhol bajaale

hasake tu bhi duniya ki band bajaale

duniya hamein kehati rahein naamaakool

naamaakool, naamaakool, we are cool cool cool naamaakool - 2

(chaar din hai mile jindagaani ke

usape bhi do bache din jawaani ke) - 2

kitna samay hamane kiya yuun hi fizul

naamaakool, naamaakool, we are cool cool cool naamaakool - 2

(aag se khelna hamane sikha hai

har kisi se juda yeh tarika hai) - 2

duniya ki abb rasmein nahi hamein kubul

naamaakool, naamaakool we are cool cool cool naamaakool - 2

kyun kisika kehna maane hum deewaane hain

jamke yaaron jindagi ke din bitaane hain

jile, gaale, mere sang tu dhol bajaale

hasake tu bhi duniya ki band bajaale

duniya hamein kehati rahein naamaakool

naamaakool, naamaakool, we are cool cool cool naamaakool - 2

See also:

95
95.31
Kenny Rogers For You Alone Lyrics
Dr krapula Todo para todos Lyrics