Strangers Farishta Nahin Main Lyrics

farishta nahin main - 3 jo ishq na kar sakuun
(farishta nahin main - 3), (jo ishq na kar sakuun - 3)

kitaabon mein lipati huyi, koyi main khaani nahin - 2
main jinda fasaana tera, meri aankhon mein saanse leti hai ek jindagi
(masihaah nahi hoon - 3), (jo ishq na kar sakuun - 3)

kinaaron pe duba hoon main, wafaaon mein uljha hoon main - 2
tera hi junoon hai mujhe, teri yaadon ko sajda karati hai aawaaragi
(main lamha nahin hoon - 3), (jo phir na aa sakoon - 3)

See also:

99
99.9
Anna David Chill Lyrics
Ypsurt Kolega Lyrics