sonu nigam sochta hoon main khel ye kya hai Lyrics

sochta hon main khel ye kya hai
anjaana sa ye khel ye kya hai
khel ye kya hai-2
sochta hon main khel ye kya hai
insaan jee ke insaan jee ke paata kya hai
sadiyon se ye raaz chupa hai

sochta hoon main khel ye kya hai-2

hansna rona gaana kya hai
uthna girna paana kya hai
hansna rona gaana kya hai
uthna girna paana kya hai
bandon ko manwaana kya hai-2
jeena sach hai jeena sach hai
kya ek sapna sadiyon se ye raaz chupa hai

sochta hoon main khel ye kya hai-2

ye din raat ka phera kyun hai
dharti rain basera kyun hai
ye din raat ka phera kyun hai
dharti rain basera kyun hai
tan pe umr ka ghera kyu hai-2
pal pal badhti pal pal badhti umr ghate kyun
sadiyon se ye raaz chupa hai

sochta hoon main khel ye kya hai-2

preet ka tana bana kya hai
rishton mein ghul jana kya hai
preet ka tana bana kya hai
rishton mein ghul jana kya hai
khud ko hi tadpana kya hai-2
ankh mein ansoo ankh mein ansoo kyu aate hain
sadiyon se ye raaz chupa hai

sochta hoon main khel kya hai
anjana sa ye khel ye kya hai
khel ye kya hai-2
ye kya hai
sochta hoon main khel ye kya hai
insaan jee ke insaan jee ke paata kya hai
sadiyon se ye raaz chupa hai
sochta hoon main khel ye kya hai-2

See also:

100
100.30
Hurricane 10,000 Years Lyrics
PEAK Early Years รักเธอด้วยสายตา Lyrics