Lucky Ali Teri Yaadein Ati Hein Lyrics

Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Kuch Baatein Aati Hai,
Dil Mein Talab Hai, Lab Pe Taraana, Kisi Ki Talash Mein Yeh Guzare Zamaana,
Kal Hai Kahan Do Pal Ka Bahaana, Nahin Tha Yakeen Hum Huye Toh Rawaana,
Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai,Teri Yaadein Aati Hai, Kuch Baatein Aati Hai,

Duniya Ke Raaston Mein Ek Hai Zariya, Ek Hai Zariya,
Kehta Deewana Ye Sun Toh Le,Dariya Se Ja Mili Hain Kitni Hi Nadiyaan,
Kitni Hi Nadiyaan,Kehta Deewana Ye Sun Toh Le, Aisa Samaa Bhi Na Dekha Hai,
Mausam Yeh Behka Aur Mehka Hai,
Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Kuch Baatein Aati Hai,

Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Kuch Baatein Aati Hai,
Kai Rang Mein Dhala Hai Koi Paimaana, Kahin Aasman Jhuka Hai, Zameen Hai Saraana,
Inhee Raah Se Guzarte Hum Rozaana, Kis Ka Pata Liye Hum Chale Kis Thikana,
Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Kuch Baatein Aati Hai,

Dil Hai Nadaan Apna Kehti Hai Duniya, Kehti Hai Duniya,
Kaisa Deewana Ye Sun To Le,
Humse Hairaan Duniya Kaisi Nagariya, Kaisi Nagariya,
Kehta Deewana Ye Sun To Le, Dheere Dheere Ab Yeh Sehna Hai,
Aankhen b____aye Ab Rehna Hai,
Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Kuch Baatein Aati Hai.

Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai,
Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai,
Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai,
Teri Yaadein Aati Hai, Teri Yaadein Aati Hai...

See also:

100
100.59
Smallville Bruce Hornsby - Thats Just Th Lyrics
silvio rodriguez Silvio Rodriguez y Luis Eduardo Aute - Angel para un final Lyrics