Abhijeet 01 O Manjhi Re Lyrics

o maajhi re o maajhi re
apana kinaara nadiya ki dhaara hain o maajhi re

saahilon se behne wale kabhi suna to hoga kahi
kaagazo ki kashtiyon ka kahi kinaara hota nahi
o maajhi re maajhi re
koi kinaara jo kinaare se mile wo apana kinaara hain
o maajhi re

paaniyon mein beh rahen hain kayi kinaar toote huye
raasto mein mil gaye hain sabhi sahaare toote huye
koi sahaara majh dhaare mein mile to apana sahaara hain
o maajhi re apana kinaara nadiya ki dhaara hain

See also:

101
101.38
11 Volverte a ver Lyrics
Tales of Destiny Yume De Aru Youni Lyrics