sonu main hoon na Lyrics

sonu
Hm, kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Khaamosh kyoon ho jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo, ho
Tumko milega utna pyaar main hoon na

Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na

Kabhi jo tum socho ke tum yeh dekho
Arre kitna mujhko tumse pyaar hai
To chup mat rehna, yeh mujhse kehna
Arre koi kya aisa bhi yaar hai
Dil hi nahin re jaan bhi de jo tumhe - 2
Oh, to main kahoonga sarkaar main hoon na

--Shreya Ghosha
Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Khaamosh kyoon ho jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo, ho
Tumko milega utna pyaar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na

--sonu--
Kehne ki ho dil mein koi baat, mujhse kaho
Koi pal ho din ho ya ho raat, mujhse kaho
Koi mushkil koi pareshaani aaye
Tumhe lage kuch theek nahin haalaat, mujhse kaho
Koi ho tamanna ya ho koi aarzoo - 2
Oh, rehna kabhi na beqaraar main hoon na

Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na
Khaamosh kyoon ho jo bhi kehna hai kaho
Dil chaahe jitna pyaar utna maang lo, ho
Tumko milega utna pyaar main hoon na
Kiska hai yeh tumko intezaar main hoon na
Dekh lo idhar to ek baar main hoon na

See also:

101
101.67
Angel City I Won't Let You Down Lyrics
Lucero The Only One (Memphis demo) Lyrics