aa gale lag ja ai mere bete Lyrics

(kishor: ai mere beTe sun meraa kahanaa
chaahe dukh hoe ha.Nsate hii rahanaa) (2)

kishor: tuu, mere beTe, kyo.n roe
a.Nkhiyo.n ke motii kyo.n khoe
mai.n teraa gho.Daa, mai.n haathii
mai.n tere sukh dukh kaa saathii
teraa mai.n sahaaraa huu.N
meraa tuu sahaaraa hai
jaan se bhii pyaaraa hai
aajaa aajaa
ai mere beTe \threedots

kishor: rakhanaa bharosaa usape sadaa
jisane hai sabako janam diyaa
kal teraa paapaa rahe na rahe
ab jo kahaa phir kahe na kahe
kahaa na bhulaanaa tuu,
vahii rakhavaalaa hai, usii ko bulaanaa tuu
aajaa aajaa
ai mere beTe \threedots

kishor: sochaa thaa kyaa aur kyaa laayaa
dete hue jii bhar aayaa
le ye baisaakhii lele re
mere abhaage haatho.n se
isii ke sahaare chal, chal mere pyaare chal
paapaa ke dulaare chal
aajaa aajaa

suShamaa: ai mere paapaa, sun meraa kahanaa
chaahe dukh hove, ha.Nsate hii rahanaa

See also:

102
102.114
Dawn Seers If I Didn't Have You In My World Lyrics
Think Twice Mietin kaksi kertaa Lyrics