Hariharan & Sangeet Haldipur[Ajhits.Com] Yeh Zindagi Hai To Kya Zindagi Hai Lyrics

Traffic Signal
Cast: Kunal Khemu, Neetu Chandra, Konkona Sen Sharma, Ranveer Shorey, Raja Pandit, Upyendra Limaye
Music Director: Shamil Tandon
Director: Madhur Bhandkar
Producer:
Year: 2007

yehi jindagi hai toh kya jindagi hai
yehi jindagi hai toh kya, kya jindagi hai
yehi jindagi hai toh kya jindagi hai
haan haan haan
kahin raat banake sulgati rahin
kahin dardo ghum se bilagati rahin
kahin ashq banake barasati rahin - 2
kahin lamha lamha tarasati rahin
haan haan haan
yehi jindagi hai toh kya jindagi
yehi jindagi hai toh kya jindagi hai haan
jindagi jindagi jindagi jindagi...
kya jindagi hai
yehi jindagi hai toh kya jindagi hai - 2

hain kahin toote kwaabon mein chubhati rahin
kahi bhuk banake ye dukhati rahin
kahin besahaara bhatakati rahin
kahin rishta banake khatakati rahin
yehi jindagi hai toh kya jindagi hai - 2
jindagi jindagi jindagi jindagi...
kya jindagi hai

kahin ye gareebi mein jalati rahin
kahin chand sikko mein bikati rahin
kahin haadaso se gujarati rahin
kahin maut ke darr se darati rahin
darati rahin...
yehi jindagi hai toh kya jindagi hai - 2
jindagi jindagi jindagi jindagi...
yehi jindagi hai toh
yeh jindagi kya jindagi hai
kya jindagi hai - 2
yehi jindagi hai toh kya jindagi hai
kya jindagi hai...

See also:

103
103.28
Winsin & Yandel Por que me tratas asi Lyrics
Dramarama Emerald City Lyrics