Kumar Sanu Mera Chand Mujhe, Aaya Hai Nazar Lyrics

Hmm Hmm, Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Hey Hey Hey, Hmm Hmm Hmm Hmm Hmm
Mera Chand Mujhe, Aaya Hai Nazar -2
Aye Raat Zara, Tham Tham Ke Guzar -2
Chaaya Hai Nashaa, Meri Aankhon Par -2
Aye Raat Zara, Tham Tham Ke Guzar -2
Mera Chand Mujhe, Aaya Hai Nazar...
Mere Dil Mein Hain Armaan Kayee Kayee
Meri Chaahat Hai Abhi Nayee Nayee
(repeat)
Reh Jayee Na Pyaasa Pyaar Mera
Meri Baahon Mein Bhar De Yaar Mera
Itna Sa Karam Tu Kar Mujh Par -2
Aye Raat Zara, Tham Tham Ke Guzar -2
Mera Chand Mujhe, Aaya Hai Nazar...
Hmm, Aa Haa Aa
Aa Haa Aa, Aye Hey Hey...
Abhi Labon Ko Labon Ne Chua Nahin
Armaan Koi Pura Hua Nahin
Abhi Labon Ko Labon Ne Chua Nahin
Armaan Koi Pura Hua Nahin
Abhi Aas Ka Gulshan Khilna Hai
Abhi Do j___on Ko Milna Hai
Dekhoonga Abhi Main Woh Manzhar -2
Aye Raat Zara, Tham Tham Ke Guzar -2
Mera Chand Mujhe, Aaya Hai Nazar...
Mera Chand Mujhe, Aaya Hai Nazar
Aye Raat Zara, Tham Tham Ke Guzar -2
Mera Chand Mujhe, Aaya Hai Nazar
Aaya Hai Nazar , Aaya Hai Nazar...

See also:

104
104.22
The Boomtown Rats Talking in Code Lyrics
Racionais Mcs Racionais Fim de Semana No Parque Lyrics