Prashant tamang Zindagi Dheen Tana NEW Lyrics

zindagi pehle kabhi itni haseen kahan
rastein hai sab wahi badla hai bas jahan
raat to gujar gayi hai aagayi subah
kisko khabar thi ye hamein leayegi yahan

dil me tamannao ko liye
chaahato ki khatir humtojiye
tanha akele chalte rahein
diye zindagi ke jalte rahein

hoooo aise achanak sab mil gaya
tufan ko sahil jaise mil gaya

zindagi pehle kabhi itni haseen kahan
rastein hai sab wahi badla hai bas jahan
raat to gujar gayi hai aagayi subah
kisko khabar thi ye hamein leayegi yahan

hamne suna tha aab ye jane
khusiyan to dhoonde bas bahane
kitne hain janekitne anjaane
kuch kho gaye sapne kuch hain pane

hooo mushkil hain sab kuch samajh pana
mane ya namane humne mana

kuch duriyaan kuch fasalee jiwan me hain yahan
koi dur hokar bhi paas hain samjha koi kahan
har rang meh har roop mein dekha hain yeh jahan
aarmaan hain bas sabko milein sab kuch milein yahan

zindagi pehle kabhi itni haseen kahan
rastein hai sab wahi badla hai bas jahan
raat to gujar gayi hai aagayi subah
kisko khabar thi ye hamein leayegi yahan.....

See also:

105
105.53
İbrahim Tatlıses Eşik Taşı 2008 Lyrics
Bangles -1a Walk Like An Egyptian Lyrics