Zubin Jeena Kya Tere Bina Lyrics

(jeena Kya Tere Bina, Marna Bhi Hoga Gunha
Abb Toh Ai Jaan-e-wafa, Tanaha Huva Main) - 2
Dhundu Nishaan - 4 Main Tera

(kyun, Kyun Shaam Se Pathara Gayi Aankhein Meri
Yuun Mujhse Juda Kyun Hai Pata Manjil Teri) - 2
Raatein Raatein Hai Khafa, Subah Kab Degi Shifaah
Abb Toh Ai Jaan-e-wafa, Tanaha Huva Main

(dil, Dil Ka Makaan Viraan Hai, Sunsaan Hain
Inn Deewaarogar Se Roshani Anjaan Hain) - 2
Haan Aisa Pehli Dafa Dil Ko Yeh Lage Laga
Abb Toh Ai Jaan-e-wafa, Tanaha Huva Main
Jeena Kya Tere Bina, Marna Bhi Hoga Gunha
Abb Toh Ai Jaan-e-wafa, Tanaha Huva Main
Dhundu Nishaan - 4 Main Tera

See also:

105
105.73
Bonnie Tyler You Alway Saw The Blue Skies Lyrics
all eyes om me disc 1 Ambitionz Az a Ridah Lyrics