Udit Narayan Abhijeet Kabhi haan kabhi naa Lyrics

Deewana dil deewana, Deewana dil deewana
Kab se kare hai tera intezaar, kab aayengi meri jane bahar
Ke jitna hi behlau, yeh utna hi machalta hai dil.

Andaaz dikhlati saaton tarah ke, jalwe lutati hue 2
Aati hogi mausam ke saath gulshan khilati hui
Aa bhi jaa, ab jaane ja.
Deewana dil deewana, Deewana dil deewana

Dil se laga kar ke rakhha ab tak, resham ka tera rumaal 2
Aage kahoon kya jaaneman aa dekh ja mera haal
Aa bhi ja ab jaane ja
Deewana dil deewana, Deewana dil deewana

Tuta sitara to maanga tha rab se, tujhko hi jaane wafa 2
Jo tut jaye tare tamam, mango wahi ek dua
Aa bhi jaa ab jaane ja
Deewana dil deewana, Deewana dil deewana
Kab se kare hai tera intezaar, kab aayengi meri jane bahar
Ke jitna hi behlau, yeh utna hi machalta hai dil.
Deewana dil deewana, Deewana dil deewana

See also:

108
108.69
Chalino Sanchez Prenda Del Alma Lyrics
Gu Dan Xin Shi Lyrics