031 do batein ho sakti hai!!s Lyrics

(Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkaar ki)-2
Ya duniya se too darti hai -2
Ya kadar nahi mere pyaar ki

Do baatein ho sakti hain
sanam tere inkaar ki
Ya duniya se too darti hai -2
Ya kadar nahi mere pyaar ki
Do baatein ho sakti hain
Sanam tere inkaar ki

Kabse khada main raahon main
Apna dil b____haye hai hai hai hai
Kabse khada main raahon main
Apna dil b____haye
(Lekin meri mohabbat pe
tujko yakeen na aaye)-2

(Do baatein ho sakti hain
abto jeet ya haar ki)-2
Kahde mujhse main mar jaooun -2
Ya thaam le baahein yaar ki

(Do baatein ho sakti hain
sanam tere inkaar ki)-2

See also:

110
110.14
Demon You are my high Lyrics
Starkillers & Gina Scream (Original Mix) Lyrics