www.Songs.PK Zara Sa (Power Ballad) Lyrics

Zara si dil mein de jaga tu..
zara sa apna le bana
zara sa khwabon mein saja tu
zara sa yaadon mein basa..

Main chahoon tujhko meri jaan bepanaah
Fida hun tujhpe meri jaan bepanaah

Woo oo oho..

Kyun itna mujhse hai khafa tu
Ki aisi maine kya khata
Kyun itna mujhse hai juda tu
Kya tere dil mein hai bata
Main chahoon tujhko meri jaan bepanaah
Fida hun tujhpe meri jaan bepanaah
woo..oo..

Ab meri manzil ke aa mere darmiyaan
Bus zara sa bacha hai faasla
Aise mein daaman chhudake tu na ja
Bin tere har khushi hai bewajah
Main chahoon tujhko meri jaan bepanaah
Fida hun tujhpe meri jaan bepanaah
Woo.. oo

Zara si dil mein de jaga tu..
zara sa apna le bana
zara sa khwabon mein saja tu
zara sa yaadon mein basa..

See also:

110
110.76
stachursky jedwa Lyrics
Medula Oblongata Услышать Не Сможешь Lyrics